Unordered List

  • Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit.
  • Aliquam tincidunt mauris eu risus.
  • Vestibulum auctor dapibus neque.

5 Funny Jokes – वो मुझे देखकर, बर्तन धोने का फायदा हुआ, ये हॉस्पिटल वाले & More

No comments:
By Chauhan All Tech
नमस्कार ! यहा है पांच फन्नी जोक्स वह भी हिन्दी भाषा में । इस पोस्ट में आपको मिलेंगे मजेदार फन्नी जोक्स इन हिन्दी जैसे कि वो मुझे देखकर, बर्तन धोने का फायदा हुआ, ये हॉस्पिटल वाले & More Funniest Jokes in Hindi । आशा है कि आपको बहुत पसंद आयेंगे… बंता – भाई तू तो […]

from Top 1000+ Jokes in Hindi, Hindi Jokes, जोक्स इन हिन्दी – JokeScoff http://bit.ly/2VuJ31n
Read More »

बर्थडे गर्ल शायरी – more than 100 + birthday shayari by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

बर्थडे गर्ल शायरी

surat tumhari tumne

kya khoob paayi hai

baatein tumhari

zindagi me tumhare doston ki

aisi rangat laayi hai

ki nasha ab hame

binaa piye hone lagaa hai

nashe me choor hai teri

dosti me

tere khaas hone ka ilm

ab sabhi ko hone lagaa hai

 birthday shayari

 

The post बर्थडे गर्ल शायरी – more than 100 + birthday shayari by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2W1ZqqF
Read More »

birthday shayari for brother -more than 100 + birthday shayari and status by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

birthday shayari for brother

ae mere brother tum nahi koi other

hame hai tumse pyaar is kadar

ki pee jaayein tere khaatir hum zehar

birthday shayari 

 

The post birthday shayari for brother -more than 100 + birthday shayari and status by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2LHy19v
Read More »

jai shri ram shayari kattar hindu

No comments:
By Chauhan All Tech

Namaskaar doston swaagat hai aap sabhi ka shayari ki dukan me . Doston lagbhag 1 and half year pehale maine jai shri ram shayari post share ki thi . Jisme maine sri ram ji ki bhakti me rachit shayari likhi thi. Doston aajkal me internet pe dekh raha hoon ki jai sri ram kattar hindu sambandhit status ki badi demand hai.

Doston kattarta kisi bhi dharam me ho . Wo desh ke liye kisi bhi prakaar se uchit nahi hai . Desh wohi tarakki karega jiski aastha sabhi ko sath leke chalne me ho.

Kattarta ke naam pe hum bhi apne desh ko baatne kaa kaam kar rahe hain. Hamara maqsad hamari aane waali generation ke liye ek swasth sunder bharat ki honi chahiye . 🙏🙏

 

jai shri ram shayari kattar hindu

Kattarta ke naam pe

Desh me aag naa lagayenge

Hum samajhdaar bharat

Ki santaan hain

Hum kisi aere gaire ke

behkawe Me naa aayenge 

 

 

 

The post jai shri ram shayari kattar hindu appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2W6Bfam
Read More »

sai baba more than 100+ sai baba shayari & status to share by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

sai baba shayari

Sai ki bhakti me gujare

Din aur raat

Yehi ardaas karte hain

Tumse sai

Hum barambaar

Sai baba status 

sai baba shayari good morning

The post sai baba more than 100+ sai baba shayari & status to share by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2WIqtEu
Read More »

jai mata di attitude shayari more than 100 + jai mata di shayari in hindi by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

Swaagat hai aap sabhi ka shayari ki dukan me . Doston aaj hum share karenge aapse jai mata di attitude shayari . Hame badi khushi ho rahi hai . Maa ki kripa se hum aap ke liye nitya nayi jai mata di shayari lekar aate hain . Isi kram me aaj hum share karenge jai mata di attitude shayari

jai mata di attitude shayari

Hum bhakton ko jarurat nahi

Kisi ke ehsaano ki

Hum bhakto ko jarurat nahi

kisi ke Ehsaano ki 

Jo le subah shaam maa ka

Use jarurat nahi

Kisi ke saamne gid gidaane ki

 

 

Mata ke bhakt hai

Waado ke shakht hain

Burayi ko nasht katne me

Na kisi se kam hain

 

Maha kali status 

Jai mata di shayari image 

The post jai mata di attitude shayari more than 100 + jai mata di shayari in hindi by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2vVXrp5
Read More »

jai shri ram shayari status more than 100 + shayari status by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

jai shri ram shayari status

 

दोस्तों स्वागत है आप सभी का आपकी मनपसंद शायरी की दुकान में । दोस्तों आज हम आपके साथ शेयर कर रहे हैं
jai sree ram shayari. जिसे आप शेयर कर सकेंगे अपने मित्रों के साथ । माता की स्तुति हमे जीवन की उलझनों को सुलझाने में मदद करती हैं । हममे नई चेतना का प्रवाह करती हैं । jai sri ram shayari हमारी ज़िंदगी की सलवटों को पूर्णतः मिटा देंगी। इसी आशा के साथ हम पढ़ते हैं jai shri ram shayari

दोस्तों मेरा नाम आलोक कुमार यादव है । मैं पेशे से इंजीनियर हूँ ।पर दिल से ब्लॉगर। आपको मेरा यह ब्लॉग कैसा लगा अपने like , comment व share के द्वारा अपना प्यार जरूर दीजिएगा ।

 

Bhaag hamare ram chandra sawaarenge
Bolkar jai shri ram
Kismat apni sawaarenge

Zindagi ki daud dhoop ko
Hum sri ram ke naam se
Unka prasaad samajh
Jeevan me utaarenge
Bolkar jai sri ram
Kismat apni sawaarenge

Mehnat karna
Lachaari Me jeene se
behtar hai
Zindagi ko रस dene ke liye
Sri ram ki bhakti jarurat hai

Apno ko dhokha dene se
Ram ki bhakti mil jaayegi
Aisi soch na jaane
unhe kahaan le jayegi

jai shri ram shayari status

The post jai shri ram shayari status more than 100 + shayari status by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2LuFJDP
Read More »

About the Author

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Pellentesque volutpat volutpat nibh nec posuere. Donec auctor arcut pretium consequat.

Proudly Powered by Blogger.