Unordered List

  • Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit.
  • Aliquam tincidunt mauris eu risus.
  • Vestibulum auctor dapibus neque.

sai baba more than 100+ sai baba shayari & status to share by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

sai baba shayari

Sai ki bhakti me gujare

Din aur raat

Yehi ardaas karte hain

Tumse sai

Hum barambaar

Sai baba status 

sai baba shayari good morning

The post sai baba more than 100+ sai baba shayari & status to share by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2WIqtEu
Read More »

jai mata di attitude shayari more than 100 + jai mata di shayari in hindi by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

Swaagat hai aap sabhi ka shayari ki dukan me . Doston aaj hum share karenge aapse jai mata di attitude shayari . Hame badi khushi ho rahi hai . Maa ki kripa se hum aap ke liye nitya nayi jai mata di shayari lekar aate hain . Isi kram me aaj hum share karenge jai mata di attitude shayari

jai mata di attitude shayari

Hum bhakton ko jarurat nahi

Kisi ke ehsaano ki

Hum bhakto ko jarurat nahi

kisi ke Ehsaano ki 

Jo le subah shaam maa ka

Use jarurat nahi

Kisi ke saamne gid gidaane ki

 

 

Mata ke bhakt hai

Waado ke shakht hain

Burayi ko nasht katne me

Na kisi se kam hain

 

Maha kali status 

Jai mata di shayari image 

The post jai mata di attitude shayari more than 100 + jai mata di shayari in hindi by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2vVXrp5
Read More »

jai shri ram shayari status more than 100 + shayari status by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

jai shri ram shayari status

 

दोस्तों स्वागत है आप सभी का आपकी मनपसंद शायरी की दुकान में । दोस्तों आज हम आपके साथ शेयर कर रहे हैं
jai sree ram shayari. जिसे आप शेयर कर सकेंगे अपने मित्रों के साथ । माता की स्तुति हमे जीवन की उलझनों को सुलझाने में मदद करती हैं । हममे नई चेतना का प्रवाह करती हैं । jai sri ram shayari हमारी ज़िंदगी की सलवटों को पूर्णतः मिटा देंगी। इसी आशा के साथ हम पढ़ते हैं jai shri ram shayari

दोस्तों मेरा नाम आलोक कुमार यादव है । मैं पेशे से इंजीनियर हूँ ।पर दिल से ब्लॉगर। आपको मेरा यह ब्लॉग कैसा लगा अपने like , comment व share के द्वारा अपना प्यार जरूर दीजिएगा ।

 

Bhaag hamare ram chandra sawaarenge
Bolkar jai shri ram
Kismat apni sawaarenge

Zindagi ki daud dhoop ko
Hum sri ram ke naam se
Unka prasaad samajh
Jeevan me utaarenge
Bolkar jai sri ram
Kismat apni sawaarenge

Mehnat karna
Lachaari Me jeene se
behtar hai
Zindagi ko रस dene ke liye
Sri ram ki bhakti jarurat hai

Apno ko dhokha dene se
Ram ki bhakti mil jaayegi
Aisi soch na jaane
unhe kahaan le jayegi

jai shri ram shayari status

The post jai shri ram shayari status more than 100 + shayari status by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2LuFJDP
Read More »

love shayari sad – sad shayari images more than 100+ images to share

No comments:
By Chauhan All Tech
Read More »

Jai mata di shayari image – more than 100 + jai mata di shayari image

No comments:
By Chauhan All Tech
Read More »

5 Funny Jokes – शराबी रात मे शराब पी कर, मोबाईल की भाषा में डॉक्टर से बात and More

No comments:
By Chauhan All Tech
नमस्कार ! फिर से लेकर आ गये है पांच फन्नी जोक्स वह भी हिन्दी भाषा में । इस पोस्ट में आपको मिलेंगे मजेदार फन्नी जोक्स इन हिन्दी जैसे कि शराबी रात मे शराब पी कर, मोबाईल की भाषा में डॉक्टर से बात and More Funniest Jokes in Hindi । आशा है कि आपको बहुत पसंद […]

from Top 1000+ Jokes in Hindi, Hindi Jokes, जोक्स इन हिन्दी – JokeScoff http://bit.ly/2V9YS2e
Read More »

Sai baba hindi quotes – more than 100+sai baba status in hindi by shayari ki dukan

No comments:
By Chauhan All Tech

Sai baba hindi quotes

Doston swagat hai aap sabhi ki shayari ki dukan me . Mitron mera naam alok kumar yadav hai . Main peshe se engineer hoon. Tatha BSNL me as a JTO posted hoon .

Doston mujhe likhne ka shauk college time se hi tha. Pehale main sahitya bahut padhta tha . Jise padh padh kar mujhme likhne ki pyaas jaagi.

Doston main apni wife se kehata tha ki mujhe koi bhi word do , main abhi tumhe ek poetry us word pe likhke batata hoon. Aur phir jab wo use approve kar deti thi to mujhe aur likhne ki prerna milti thi.

Doston meri 2 poetry book publish ho chuki hain. Main har topic pe likhke khud ko parakhne ki koshish karta rehta hoon.

Doston isi kram me aaj me aapse sai baba shayari share kar raha hoon. Asha karta hoon jaise aapne mujhe pehale bahut pyar se nawaazza . Is post ko bhi wahi pyar aap se milega.

Doston sai baba status in hindi ke naam se ek post pehale hi shayari ki dukan se publish ki ja chuki hai. Aasha karte hain post – sai baba quotes in hindi aapko pasand aayegi

Sai baba hindi quotes

Sai tere charano me
Jab sheesh jhukaya to jana
Ahankaar hi tha mere
Sab dukhon ki maya .

Sai baba teri aankhon me
Jab bhi dekha
Laga jaise
Mila mujhse koi apna

Har mausam bemaani lagta hai
Sai teri kripa bina
Jeevan ka ek ek pal
Pathar sa lagta hai

Sai teri aarti me
Phool hum chadhayenge
Teri bhakti me geet naye gayenge
Chunar teri saadgi ki
Bhakt jab odhenge
Jeevan ke pal pal me
Ras naye gholenge

 

Sai baba status 

Sai tere gun gaan
Hum yunhi gaate rahenge
Apne hothon pe muskaan
Hum teri kripa se
Banaye rahenge

Sai tune jeevan ko mere
Diwali sa jagmag kar diya
Main kuch bhi to nahi tha
Jab talak tujhe door tha

Doston bhatakna chodo
Sai mann me baste hain
Kisi tantrik ki gufa me to
Log dar dar ke jaate hain

The post Sai baba hindi quotes – more than 100+sai baba status in hindi by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukaan.



from Shayari ki Dukaan http://bit.ly/2PHB0NF
Read More »

About the Author

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Pellentesque volutpat volutpat nibh nec posuere. Donec auctor arcut pretium consequat.

Proudly Powered by Blogger.