Rajesh khanna movie dialogues by shayari ki dukan
Rajesh khanna movie dialogues
बाबुमोशाय , ज़िन्दगी और मौत ऊपरवाले के हाथ मे है जहाँपनाह।उसे ना तो आप बदल सकते हैं ना मैं । हम सब तो रंगमंच की कठपुतलियां हैं जिनकी डोर ऊपर वाले के हाथ मे बंधी हैं। कान कौन कैसे उठेगा यह कोई नही बात सकता है हा हा हा ……
ज़िन्दगी बड़ी होनी चाहिए , लंबी नही बाबुमोशाय
मैंने तुमसे कितनी बार कहा है पुष्पा , मुझसे यह आँसूं नही देखे जाते । आइ हेट टीयर्स ।
मैंने तेरा नमक खाया है इसलिए तेरी नज़रों में नमक हराम जरूर हूँ लेकिन जिसने यह नमक बनाया है उसकी नज़रों में नमक हराम नही हूँ मैं , विक्की
मैं मरने से पहले मरना नही चाहता
It’s simple to be happy but difficult to be simple – Bawarchi
इंसान को दिल दे , जिस्म दे , दिमाग दे लेकिन यह कमबख्त पेट मत दे । जब पेट देता है , तो उसे भूख मत दे । – Roti
एक छोटा सा जख्म बहुत गहरा दाग बन सकता है । और एक छोटी सी मुलाकात जीवन भर का साथ बन सकती है – Daag
सेठ जिसे तुम खरीदने चले हो उसके चेहरे पे लिखा है नॉट फ़ॉर सेल – अवतार
इन्हें माफ ना करने के बदले में अगर भगवान मुझे नरक मे भी जगह दे दे तो मुझे इस बात जा अफसोस नही होगा । मगर मैं इन्हें दोबारा स्वर्ग में जगह नही दूंगा । – स्वर्ग
Filmy shayari collection
Babumoshai, zindagi aur maut uparwale ke haath hai jahanpanah. Usse na toh aap badal sakte hain na main. Hum sab toh rangmanch ki kathputhliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon main bandhi hain. Kab, kaun, kaise uthega yeh koi nahi bata sakta hai. Ha, ha, ha.’
Zindagi Badi Honi Chahiye, Lambi Nahi Babu Moshai
Maine tumse kitni baar kaha hai Pushpa, mujhse yeh aansoo nahi dekhe jaate. I hate tears
Maine tera namak khaya hai isliye teri nazron mein namak haram zaroor hoon lekin jisne yeh namak banaya hai uski nazron mein namak haraam nahi hoon, Vicky
Main marne se pehle marna nahin chahta
It’s simple to be happy but difficult to be simple
Insaan ko dil de, jism de, dimaage de, lekin yeh kambaqth pet mat de. Jab pet deta hai, toh usse bhook mat de.
Ek chhota sa zakhm bahut gehra daag ban sakta hai. Aur ek chhoti si mulaqat jeevan bhar ka saath ban sakti hai
Seth, jise tum khareedne chale ho, uske chehre par likha hai, not for sale.
Inhe maaf na karne ke badle mein agar bhagwan mujhe narak mein bhi jagah de de toh mujhe is baat ka afsos nahi hoga. Magar main inhe dobara swarg mein jagah nahi doonga
The post Rajesh khanna movie dialogues by shayari ki dukan appeared first on Shayari ki Dukan.
from Shayari ki Dukan http://bit.ly/2Ma0ips
Related posts
Share this post
0 comments: